Roza Kholnay Ki Dua Ramadan ke mubarak mahine mein iftar ke waqt parhi jati hai. Is video mein aap ko Iftar ki Masnoon Dua Arabic text ke sath Urdu tarjuma ke sath sunne aur parhne ko milegi.
Roza kholte waqt yeh dua parhna Sunnat hai.
📖 Dua:
"Allahumma inni laka sumtu wa bika aamantu wa ‘alayka tawakkaltu wa ‘ala rizqika aftartu."
Is Ramadan apne doston aur family ke sath share karein.
Video ko Like 👍 aur Channel ko Subscribe zaroor karein.